उत्तर प्रदेश समेटता ख़ुद को इतिहास के पन्नों में पिढ़ियों की संस्कार संस्कृति से अपना एक अस्तित्व दिखाया उत्तर प्रदेश ने भारत को और भी महान बनाया।
हिम पर्वत उत्तर में हिमाचल के रेतीले पहाड़ सजे दक्षिण में लिए पश्चिम में राजधानी भारत की घने जंगलों में मिले पुष्प पशु पूरब में।
पवित्र त्रिवेणी में संगम गंगा जमुना का स्वर गूंजते लोक गीतों के त्योहारों में शीत लहर और ताप का अनोखा संगम उत्तर प्रदेश संजोए विविधता हर पार्श्व में।
लखनऊ जिसकी राजधानी प्रयागराज न्याय का स्थान है योग व कर्मयोग से बना हर क्षण उन्नत उत्तर प्रदेश को प्रणाम है।।
Uttar Pradesh sameṭta khud ko itihās ke pannoñ meñ Piṛhiyoñ ki sanskār sanskriti se Apna ek astitv dikhāya Uttar pradesh ne Bhārat ko aur bhi mahān banāya.
Him parvat Uttar meñ Himācal ke Retile pahāṛ saje dakṣiṇ meñ Lie pashcim meñ rājdhāni Bhārat ki Ghane jangaloñ meñ mile puṣp pashu pūrab meñ.
Pavitr triveni meñ sangam ganga jamuna ka Svar gūnjate lok gītoñ ke tyohāroñ meñ Shīt lahar aur tāp ka anokha sangam Uttar Pradesh sanjoe vividhta har pārshv meñ.
Lakhnau jiski rājdhāni Prayāgrāj nyāy ka sthān hai Yog va karmayog se bana Har kṣaṇ unnat Uttar Pradesh ko praṇām hai.
Uttar Pradesh covers itself in the pages of history from the culture of generations Showing one's existence Uttar Pradesh made India even greater.
Snowy peaks in the north of Himachal Sandy dunes in the south For the capital of India in the west Flowers and animals found in dense forests in the east.
The confluence of Ganges and Yamuna at Holy Triveni In the festival of resonating folk songs A unique combination of cold and heat Uttar Pradesh cherishes diversity in every aspect.
Lucknow, whose capital Prayagraj Is the place of justice Made of yoga and karmayoga Every moment I salute to advanced Uttar Pradesh.